Toote khwaab....
chubhate hai apne hi khwaab aankhon me...
jab pure hone ki shakl nazar nahi aati...,
dum tod deti hai saari khushiyan.....
jab dukhon ki hai kadiyan mil jaati...,
Ek Ek kar ke bikharte hai moti....
jab dor do chhoro me hai bat jaati...,
kabhi na milne wale kinaro ki tarah
jab chalte hai rahi do sath
bas parchhaiyan sath chalti
zindagiii thak kar kahin hai baith jaati...,
Ek but bankar reh jaata hai wajood...
Na koi chaah,naa raah hai reh jaati
Dil ban jaata hai yaadon ka
baseraaaa
Aur yahi har marz ki dawaaa hai ban jaatiii
Ghut-ghut kar dum todte hai ehsaas,Kaaydo ki chaar deewar me......##😑

Comments
Post a Comment