Posts

Toote khwaab....

Image
chubhate hai apne hi khwaab aankhon me... jab pure hone ki shakl nazar nahi aati..., dum tod deti hai saari khushiyan..... jab dukhon ki hai kadiyan mil jaati..., Ek Ek kar ke bikharte hai moti.... jab dor do chhoro me hai bat jaati..., kabhi na milne wale kinaro ki tarah jab chalte hai rahi do sath bas parchhaiyan sath chalti zindagiii thak kar kahin hai baith jaati..., Ek but bankar reh jaata hai wajood... Na koi chaah,naa raah hai reh jaati Dil ban jaata hai yaadon ka baseraaaa Aur yahi har marz ki dawaaa hai ban jaatiii Ghut-ghut kar dum todte hai ehsaas,Kaaydo ki chaar deewar me......##😑